App ke sehat k liye nend ki ahmiyat 2016 صحت کے لئے آرام سکون ضروری ہے ...







Fig (Anjeer) Ka Name Aapne Suna Hi  Hoga Balki Kaee Doston Ne Isko Khaaya Ho. Yeh 1 Ek Sukhaa Meva Daar Phal Hai Allah Taala Ne Is Phal Mein Hayaateen, Kailshiyam, Fowlad, Aur Phaasphors Ki  Mikdar Ismen Rakhi Huee Hai .Bahut Sare Doston Ko Is Ka Laabh (Benifit) Ke Bare Me Jankari Nahin Hogi  Aksar Shehrun Mein Yeh Taaja Nahin Milta Lekin Kahin Na Kahin Taaja Mil Sakata Hai. Is Phal Ko Ek Dori Ya Rassi Mein Piro Liya Jaata Hai Jisse Yeh Jyaada Samay Tak Mehfooz Reh Sakata Hai Iss Ke Anaginat (Unlimeted) Faide Hain. Aaj Inhin Fawaid Ko Main Ne Apne Articul  Mein Likhane Ke Liye Chuna He.umeed Karta Hoon Ki Baki Topic  Ki Tarah Yah Post Bhi Aapko Pasand Aaega

Iska (Fig) Svaad Bahut Lajeej Hota Hai or Iski  Taseer  Garm Hoti Hai Iss  Sukhe Phal Ke Andar Chhote Daane Kafi Tadad Me Bhare Hote Hain Jinhen Chabaane Ka Apana Hi 1 Ek Maja Hai



Anjeer Ka Jikar Quraan Mein Hai Jo Hamaare Pyaare Nabi Hazarat Muhammad (Sall.) Ne Farmaya Ki Yeh Phal Jannat Ka Phal Hai or  Bahut Laabh Dayak Aur Akseer Bhi Isee Lie Is Phal Ki Ahmiyat Badh Jati  Hai Aur Rogon Ke Lie Behad Upayogi or Faidemand Hai Aur Yeh Insanun Ke Lie Khudae Paak Ki Neamatun Me Se Behtreen Neamat Hai Is Ko Chaba Chaba Kar Khaane Se Pet Ki  Bimaryan, Maide Ke Mutalik Awariz  , Mootr Rog, Jigar Aur Saans, Asthama Aur Phenprhun Ki Bimariyan Theek Ho Jati Hai Nazlah Va Jukaam Aur Khaansi Ke Maamale Mein Ise Chaba Chaba Kar Khaen
App ke sehat k liye nend ki ahmiyat 2016 صحت کے لئے آرام سکون ضروری ہے ... App ke sehat k liye nend ki ahmiyat 2016 صحت کے لئے آرام سکون ضروری ہے  ... Reviewed by Unknown on 19:13 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.