Aqal darh ke dard ka ilaj - عقل داڑھ کے درد کا علاج - Healthy Tips
Danton main dard (teeth pain or teeth ache) main kacha peyaz (onion) monh main rakhne se afaqa hota hai.
Daant ke dard ya teeth pain main aik aur mufeed totka long (clove) ya clove oil ka istemal hai.
Din mein 3 mrtba km sy km toothpaste krein. Is sy bacteria danto mein infection nhi kr paye ga or dant saaf or muzboot rahein gy
Palk ky paton ko saf kr lein, or unko rozana chubaya krein is sy danton ka dard ya teeth pain theek ho jye ga
Amrood ky pty chubany sy dant ky dard mein fori skoon milta hy
Nmk ky pani ky gharry hr khany ky baad krny sy daant ka dard theek ho jata hy or gla bhi hrab nhi hota
Ik cup pani mein nmk, podina daal kr gharry krein dard theek ho jye ga
Dukhty dant ky masooray pr ice cube yani brf ka tukra rkhny sy fori aram ata hy
Corn flour ko pani mein daal kr gharry krein agr moonh mein chala ho ya masooro mein pani to foran chala beth jye ga or aram a jyey ga
Khany mein taza sbzion ka istimal kya jye
Jis dant mein drd ho us py lehsn ka jawa rkh kr dubein do minute baad utha lein. Dant ka drd theek ho jye ga
Vanilla ka ark daant py rkhny sy dant ka drd theek ho jata hy
Boht grm or both thundi cheez khany sy daant dukhty hein. Koshish krein ky khany ki cheezon ko drmiana temperature kr ky khein
Meethi cheezon ky ziada istimal sy bacteria ki afziash ziada hoti hy or daanton mein drd bhi brh jata hy. Koshish krnee chahyey ky km sy km methi chezein khayee jein. Or agr khyee jein to brush kr lya jyey
Miswak ky istimal sy danto ka drd km hota hy
Wheat juice peeny sy danto ky drd mein afaka hota hy. Koshish krein ky din mein km sy km 2 baar wheat juice zroory pya jyey
Lehsn ka teil danto ky drd mein nihiat mufeed mana jata hy. Isky istimal sy dant ka drd ghiab ho jata hy jesy woh kbhi tha hi nhi
Purany brush sy bar bar brush krny sy bhi dant drd krta hy. Koshish krein ky hr maheeny nya brush istimal kya jyey
Dard ki soorat mein fori tor py kisi achy mouthwash sy gharary krein
Grm kpra daant mein rkhny sy dard theek hota hy
Koi bhi pin ya teeli danton mein na istimal krein is sy infection ka khtra hy aur dant dard ya teeth pain ka baes ban sakta hy.
Agar kisi aik dant main dard ho raha ho tu maloom karen k woh kon sa hai, aur phir uss se doosri taraf k danton se khaen. Neez ahistegi se khaen.
Dant dard main soft yani narm ghazaon ka istemal mofeed hota hai jaisa ke milk shake, namr phal aur sabziyan (kaila, tarbooz, aloo weghaira), anda etc. etc.
Dant dard main inn ghazaon se parhaiz karen : orange, grapefruit, lemon aur doosray khatay phal, tamatar, spicy ya namkeen cheezain, sakth sabziyan aur phal etc. etc.
Dant dard main kuch peenay k liye straw ka istemal karen
Cheezain thandi kar k khaen – bohat garm cheezain khanay se parhaiz karen.
Pani main thora namak daal kar peyen.
Danton k liye misc. totkay aur tips:
Dhoodh, chicken, nuts, phal aur sabziyan danton k liye mofeed ghazen hain jo danto ko sehetmand banati hain
Meethi cheezain jaise ke cakes, toffees aur cookies etc. iss k elawah chips, fries bhi danton k liye achay nahin hotey
Painay main pani aur dhoodh danton k liye mofeed hain – jab ke meethay drinks aur colas danton k liye mozir hain
Aqal darh ke dard ka ilaj - عقل داڑھ کے درد کا علاج - Healthy Tips
Reviewed by Unknown
on
00:19
Rating:
No comments: